yāī re yāī re zor lagā ke nāche re
yāī re yāī re mil ke dhūm machāyeṅ re
chal mere saṅg-saṅg le-le duniyā ke raṅg
ho jā raṅgīlā re raṅg-raṅg raṅgīlā re
itne chehroṅ meṅ apne chehre kī pahchān oho pahchān oho
baṛe-baṛe nāmoṅ meṅ apnā bhī nām-o-niśhān oho pahchān oho
jīne meṅ phir to kyā bāt ho
din nayā aur naī rāt ho
har ghaṛī bas khuśhī sāth ho
are yāro mere pās to āo merī muśhqil dūr bhagāo
cadbury bole maiṅ mīṭhā hūṇ amūl bole maiṅ mīṭhā hūṇ
horlicks bole maiṅ achchhā hūṇ complan bole maiṅ achchhā hūṇ
kyā sabne sochā maiṅ bachchā hūṇ
choclate khāne meṅ tension hai dūdh pīne meṅ tension hai
tension tension tension
lānat hai jī us par duniyā meṅ hī rahkar
duniyā meṅ jo jīne ke andāz ko nā jāne
māthe yā hāthoṇ pe chāṇd yā tāroṅ meṅ
qismat ko ḍhūṇḍhe par khud meṅ kyā hai ye nā jāne
khud pe hī hamko yaqīṅ ho
muśhkileṅ rāh kī āsāṇ ho
donoṅ hāthoṅ meṅ ye jahāṇ ho
%(this vorld vill be vithin our both hands)