ye sar ye sar ye ye ye -2
kyā kareṅ kyā nā kareṅ ye kaisī muśhkil hāy
koī to batā de iskā hāl o mere bhāī
ki ek taraf to us se pyār kareṅ ham
aur us ko hī ye kahne se ḍareṅ ham
roz-roz ham sochtā yahī āj hamko vo agar mil jāye kahīṇ
to aisā bolegā sālā vaisā bolegā khullam-khullā us pe dil kā rāz ham kholegā
vo sāmne chamaktī hai sāṇs hī aṭaktī hai aur ye zabāṇ jātī hai phisal
hey hey hey hey hey -2
koī baṛī bāt nahīṇ hameṅ kahnā thā jo bhī vo to ham yūṅ bhī kahte magar
phir bhī kahā nahīṅ vajah uskī hai yahī bas inkār se hamko thā ḍar
ab kaheṅ yā tab kaheṅ kahāṇ kaheṅ kab kaheṅ
soch-soch meṅ hī vo gaī nikal
%(i kept on deliberting on all this and śhe vent avay)