rājājī rājājī rājājī rājājī
rājājī rājājī hāy rājājī merā nām
aiśh karnā aiśh karnā aiśh karnā merā kām
jahāṅ jidhar se jātā hūṅ maiṅ sab karte haiṅ salām
rājājī rājājī …
paṛh likh ke kyā karnā yāroṅ
mujhko tum samjhāo hāṅ
are khāo piyo mauj manāo
bāp kā māl uṛāo re
abhī nahīṅ jo loge mazā phir kab karoge ārām
rājājī rājājī …
golī māro is duniyā ko
duniyā se kyā ḍarnā hā hā
koī kuchh bole to bole
dil jo chāhe karnā
are fikra nahīṅ hai mujhe kisī kī sāre haiṅ mere gulām
rājājī rājājī …
chaṅchal gorī chāṇd chakorī
kyūṅ mujhse śharmāe
ban jā is rājā kī rānī
kāhe ko ghabrāe hāṅ
ho pyār mujhe tū kartī hai to ā merī bāheṅ thām
rājājī rājājī …