ye din kyoṅ nikaltā hai, ye rāt kyoṅ hotī haiṅ
ye pīṛ kahāṇ se uṭhtī hai, ye āṇkh kyoṅ rotī hai
(muhabbat hai kyā chīz - 2, ham ko batāo
ye kisne śhurū kī, kisne śhurū kī, hameṅ bhī sunāo ) - 2
muhabbat hai kyā chīz - 2
(bahaktā hai badan kaise, sulagtī haiṅ ye sāṇseṅ kyoṅ
ye kaise āg hotī hai, pighaltī hai ye śhamā kyoṅ ) - 2
jal uṭhī śhamā to machal kar, parvānā ā gayā
āg ke dāman meṅ, apne āp ko lipṭā diyā
hamne pūchhā dūsre kī, āg meṅ rukā hai kyā - 2
kuchh nā bolā, kuchh nā bolā, kuchh nā bolā apnī dhun meṅ
bas yahī gātā rahā
muhabbat hai kyā chīz …
ek din guzre jo ham, makde ke moṛ se
ek makaśh zarā ta, may se riśhtā joṛ ke (?)
hamne pūchhā kisī liyā tū, umar bhar bītā rahā - 2
kuchh nā bolā, kuchh nā bolā, kuchh nā bolā apnī dhun meṅ
bas yahī gātā rahā
muhabbat hai kyā chīz …