Title (Indic)धरती पे जो रब होता है वो है पिता WorkPitaah Year2002 LanguageHindi Credits Role Artist Music Anand Raj Anand Performer Udit Narayan Writer Praveen Bhardwaj LyricsHindiइक रब अम्बर पे होता है इक रब धरती पे होता है अम्बर तक पहुँचा कौन धरती पे जो रब होता है वो है पिता वो है पिता इक रब अम्बर पे … फूल सा जिसका मन होता है और सीना फ़ौलाद का अपना दुःख तो वो ना जाने जाने हर दुःख औलाद का ग़म सहे वो रह्कर मौन हमको नहीं पता धरती पे जो रब … सबसे पहला धरम है जिसका अपना घर संसार सबसे पहला करम है जिसका अपनों का उद्धार उसके बिना हम कौन हमको नहीं पता धरती पे जो रब … जीने का पैगाम दिया है पिता ने हमको नाम दिया है हमसे खता हुई तो भी अपने सर पे इल्ज़ाम लिया है उनसे बड़ा है कौन हमको नहीं पता धरती पे जो रब … Englishik rab ambar pe hotā hai ik rab dhartī pe hotā hai ambar tak pahuṇchā kaun dhartī pe jo rab hotā hai vo hai pitā vo hai pitā ik rab ambar pe … phūl sā jiskā man hotā hai aur sīnā faulād kā apnā duḥakh to vo nā jāne jāne har duḥakh aulād kā ġham sahe vo rahkar maun hamko nahīṅ patā dhartī pe jo rab … sabse pahlā dharam hai jiskā apnā ghar saṅsār sabse pahlā karam hai jiskā apnoṅ kā uddhār uske binā ham kaun hamko nahīṅ patā dhartī pe jo rab … jīne kā paigām diyā hai pitā ne hamko nām diyā hai hamse khatā huī to bhī apne sar pe ilzām liyā hai unse baṛā hai kaun hamko nahīṅ patā dhartī pe jo rab …