Title (Indic)मुसाफिर हूँ यारों, ना घर है ना ठिकाना WorkParichay Year1972 LanguageHindi Credits Role Artist Music Rahul Dev Burman Performer Kishore Kumar Writer Gulzar LyricsHindiमुसाफिर हूँ यारों, ना घर है ना ठिकाना मुझे चलते जाना है, बस चलते जाना एक राह रुक गयी तो और जुड़ गयी मैं मुड़ा तो साथ साथ राह मुड़ गयी हवा के परों पर मेरा आशियाना दिन ने हाथ थाम कर इधर बिठा लिया रात ने इशारे से उधर बुला लिया सुबह से, शाम से मेरा दोस्ताना Englishmusāphir hūṇ yāroṅ, nā ghar hai nā ṭhikānā mujhe chalte jānā hai, bas chalte jānā ek rāh ruk gayī to aur juṛ gayī maiṅ muṛā to sāth sāth rāh muṛ gayī havā ke paroṅ par merā āśhiyānā din ne hāth thām kar idhar biṭhā liyā rāt ne iśhāre se udhar bulā liyā subah se, śhām se merā dostānā