Title (Indic)मुसाफ़िर हूँ यारों, ना घर है ना ठिकान WorkParichay Year1972 LanguageHindi Credits Role Artist Music Rahul Dev Burman Performer Kishore Kumar Writer Gulzar LyricsHindiमुसाफ़िर हूँ मैं यारों ना घर है ना ठिकाना मुझे चलते जाना है, बस, चलते जाना मुसाफ़िर्… एक राह रुक गई, तो और जुड़ गई मैं मुड़ा तो साथ-साथ, राह मुड़ गई हवा के परों पे, मेरा आशियाना मुसाफ़िर्… दिन ने हाथ थाम के, इधर बिठा लिया रात ने इशारे से, उधर बुला लिया सुबह से शाम से मेरा, दोस्ताना मुसाफ़िर्… Englishmusāfir hūṇ maiṅ yāroṅ nā ghar hai nā ṭhikānā mujhe chalte jānā hai, bas, chalte jānā musāfir… ek rāh ruk gaī, to aur juṛ gaī maiṅ muṛā to sāth-sāth, rāh muṛ gaī havā ke paroṅ pe, merā āśhiyānā musāfir… din ne hāth thām ke, idhar biṭhā liyā rāt ne iśhāre se, udhar bulā liyā subah se śhām se merā, dostānā musāfir…