Title (Indic)दर्द-ए-दिल, दर्द-ए-जिगर, दिल में जगाया आपने WorkKarz Year1980 LanguageHindi Credits Role Artist Music Laxmikant-Pyarelal Performer Mohammad Rafi Writer Anand Bakshi LyricsHindiदर्द-ए-दिल दर्द-ए-जिगर, दिल में जगाया आपने पहले तो मैं शायर था, आशिक बनाया आपने आप की मदहोश नज़रे, कर रही है शायरी ये गज़ल मेरी नहीं, ये गज़ल है आप की मैने तो बस वो लिखा, जो कुछ लिखाया आप ने कब कहा, सब खो गयी, जितनी भी थी परछाईयाँ बुझ गयी यारों की महफ़िल हो गयी तनहाईयाँ क्या किया शायद कोई परदा गिराया आपने और थोड़ी देर में बस हम जुदा हो जायेंगे आप को ढूंढूँगा कैसे, रास्तें खो जायेंगे नाम तक भी तो नहीं, अपना बताया आप ने Englishdard-e-dil dard-e-jigar, dil meṅ jagāyā āpne pahle to maiṅ śhāyar thā, āśhik banāyā āpne āp kī madhośh nazre, kar rahī hai śhāyrī ye gazal merī nahīṅ, ye gazal hai āp kī maine to bas vo likhā, jo kuchh likhāyā āp ne kab kahā, sab kho gayī, jitnī bhī thī parchhāīyāṇ bujh gayī yāroṅ kī mahafil ho gayī tanhāīyāṇ kyā kiyā śhāyad koī pardā girāyā āpne aur thoṛī der meṅ bas ham judā ho jāyeṅge āp ko ḍhūṅḍhūṇgā kaise, rāsteṅ kho jāyeṅge nām tak bhī to nahīṅ, apnā batāyā āp ne