Title (Indic)हम और तुम, तुम और हम WorkDaag Year1973 LanguageHindi Credits Role Artist Music Laxmikant-Pyarelal Performer Kishore Kumar Performer Lata Mangeshkar Writer Sahir Ludhianvi LyricsHindiहम और तुम, तुम और हम खुश हैं यूँ आज मिल के जैसे किसी संगम पर, मिल जाए दो नदियाँ तनहा बहते, बहते मूड के क्यों देखे, पीछे चाहे कुछ भी हो चलते ही जाए, नयी मंझीलों को रस्ते आसान है, नहीं आज हम दो तू मेरी बाहों में, मैं तेरी बाहों में लहराए राहों में, चल झूमते जुल्फों को खिलने दो, साँसों को घुलने दो दिल से दिल तुलने दो दीवाने हो जाए, कोहरे में खो जाए मिल के यूँ सो जाए जैसे किसी परबत पर, मिल जाए दो बादल तनहा उड़ते, उड़ते Englishham aur tum, tum aur ham khuśh haiṅ yūṇ āj mil ke jaise kisī saṅgam par, mil jāe do nadiyāṇ tanhā bahte, bahte mūḍ ke kyoṅ dekhe, pīchhe chāhe kuchh bhī ho chalte hī jāe, nayī maṅjhīloṅ ko raste āsān hai, nahīṅ āj ham do tū merī bāhoṅ meṅ, maiṅ terī bāhoṅ meṅ lahrāe rāhoṅ meṅ, chal jhūmte julphoṅ ko khilne do, sāṇsoṅ ko ghulne do dil se dil tulne do dīvāne ho jāe, kohre meṅ kho jāe mil ke yūṇ so jāe jaise kisī parbat par, mil jāe do bādal tanhā uṛte, uṛte