Title (Indic)तेरा जहाँ आबाद है मेरा जहाँ बरबाद है WorkElan Year1947 LanguageHindi Credits Role Artist Music Naushad Performer Surendra Nath Writer Zia Sarhadi LyricsHindiतेरा जहाँ आबाद है मेरा जहाँ बरबाद है फ़रियाद है फ़रियाद है ऐ आसमाँ फ़रियाद है तेरा जहाँ आबाद है मेरा जहाँ बरबाद है तू ख़ुश के तेरे बाग़ के सब फूल आख़िर खिल गये जिन की तमन्ना थी तुझे आख़िर वो तुझको मिल गये मेरे मुक़द्दर में फ़क़त ग़म और किसी की याद है तेरा जहाँ आबाद है मेरा जहाँ बरबाद है तू ख़ुश के तेरे हाथ में उम्मीद का जाम आ गया मेरी मुहब्बत के लिये रोने का पैग़ाम आ गया हैरत ना कर ऐ बेख़बर दुनिया है एक जादू का घर दो दिल हैं एक घर में मगर एक शाद एक नाशाद है फ़रियाद है फ़रियाद है ऐ आसमाँ फ़रियाद है तेरा जहाँ Englishterā jahāṇ ābād hai merā jahāṇ barbād hai fariyād hai fariyād hai ai āsmāṇ fariyād hai terā jahāṇ ābād hai merā jahāṇ barbād hai tū khuśh ke tere bāġh ke sab phūl ākhir khil gaye jin kī tamannā thī tujhe ākhir vo tujhko mil gaye mere muqaddar meṅ faqat ġham aur kisī kī yād hai terā jahāṇ ābād hai merā jahāṇ barbād hai tū khuśh ke tere hāth meṅ ummīd kā jām ā gayā merī muhabbat ke liye rone kā paiġhām ā gayā hairat nā kar ai bekhbar duniyā hai ek jādū kā ghar do dil haiṅ ek ghar meṅ magar ek śhād ek nāśhād hai fariyād hai fariyād hai ai āsmāṇ fariyād hai terā jahāṇ