Title (Indic)आई अजल ऐ ज़िन्दगी ग़म का ज़माना टल गया WorkElan Year1947 LanguageHindi Credits Role Artist Music Naushad Performer Ameerbai Writer Zia Sarhadi LyricsHindiहाँ आई अजल ऐ ज़िन्दगी ग़म का ज़माना टल गया अब क्या गिरेंगी बिजलियाँ जब आशियाँ ही जल गया आ ओ शब-ए-ग़म आये जा सारे जहाँ पर छाये जा अब तू ही तू रह जायेगी अब कल न हरगिज़ आयेगी वो दिन जो दुश्मन था तेरा वो ज़िन्दगी का दिन मेरा वो दिन हमेशा के लिये हाँ दिन वही दिन भर गया ग़म का ज़माना टल गया इस उम्र का अव्वलपना इस उम्र का आख़िरपना एक झूठ का दरबार है बातिलपना ज़ाहिलपना ये ज़िन्दगी कुछ भी नहीं -2 नाटक का झूठा खेल है जब तक चला सो चल गया ग़म का ज़माना टल गया हाँ आई अजल ऐ ज़िन्दगी ग़म का ज़माना टल गया अब क्या गिरेंगी बिजलियाँ जब आशियाँ ही जल गया Englishhāṇ āī ajal ai zindgī ġham kā zamānā ṭal gayā ab kyā gireṅgī bijliyāṇ jab āśhiyāṇ hī jal gayā ā o śhab-e-ġham āye jā sāre jahāṇ par chhāye jā ab tū hī tū rah jāyegī ab kal na hargiz āyegī vo din jo duśhman thā terā vo zindgī kā din merā vo din hameśhā ke liye hāṇ din vahī din bhar gayā ġham kā zamānā ṭal gayā is umr kā avvlapnā is umr kā ākhirapnā ek jhūṭh kā darbār hai bātilapnā zāhilapnā ye zindgī kuchh bhī nahīṅ -2 nāṭak kā jhūṭhā khel hai jab tak chalā so chal gayā ġham kā zamānā ṭal gayā hāṇ āī ajal ai zindgī ġham kā zamānā ṭal gayā ab kyā gireṅgī bijliyāṇ jab āśhiyāṇ hī jal gayā