Title (Indic)आईने में एक चाँद सी सूरत नज़र आई WorkElan Year1947 LanguageHindi Credits Role Artist Music Naushad Performer Surendra Nath Performer Ameerbai Writer Zia Sarhadi LyricsHindiसुरै: आईने में एक चाँद सी सूरत नज़र आई सुरे: आईने में एक चाँद सी सूरत नज़र आई सुरै: सौ बार हुई जिस पे फ़िदा सारी ख़ुदाई हो सूरत नज़र आई सुरे: सौ बार हुई जिस पे फ़िदा सारी ख़ुदाई हो सूरत नज़र आई सुरे: ( आँखों में तमन्नाओ का आबाद ज़माना सुरै: हर बात कुछ ऐसी के मोहब्बत का फ़साना ) -2 सुरे: फूलों ने नज़ाक़त तेरे रुख़सार से पाई हो सूरत नज़र आई आईने में एक चाँद सी सूरत नज़र आई सुरे: ( ढलका हुआ आँचल हो क़यामत की अदायें सुरै: देता है मेरा दिल तुझे रह-रह के दुआयें ) -2 सुरे: आ हुस्न सलामत रहे आबाद रहे तू सुरै: ऐ हुस्न सलामत रहे आबाद रहे तू सुरे: तू है तो तेरे दम से है आबाद ख़ुदाई सुरै: तू है तो तेरे दम से है आबाद ख़ुदाई ओ सूरत नज़र आई आईने में एक चाँद सी सूरत नज़र आई Englishsurai: āīne meṅ ek chāṇd sī sūrat nazar āī sure: āīne meṅ ek chāṇd sī sūrat nazar āī surai: sau bār huī jis pe fidā sārī khudāī ho sūrat nazar āī sure: sau bār huī jis pe fidā sārī khudāī ho sūrat nazar āī sure: ( āṇkhoṅ meṅ tamannāo kā ābād zamānā surai: har bāt kuchh aisī ke mohabbat kā fasānā ) -2 sure: phūloṅ ne nazāqat tere rukhsār se pāī ho sūrat nazar āī āīne meṅ ek chāṇd sī sūrat nazar āī sure: ( ḍhalkā huā āṇchal ho qayāmat kī adāyeṅ surai: detā hai merā dil tujhe rah-rah ke duāyeṅ ) -2 sure: ā husn salāmat rahe ābād rahe tū surai: ai husn salāmat rahe ābād rahe tū sure: tū hai to tere dam se hai ābād khudāī surai: tū hai to tere dam se hai ābād khudāī o sūrat nazar āī āīne meṅ ek chāṇd sī sūrat nazar āī