Title (Indic)नारी कुछ ऐसन आगे निकल रही है WorkSwayamvar Year1980 LanguageHindi Credits Role Artist Music Rajesh Roshan Performer Kishore Kumar Writer Gulzar LyricsHindiनारी कुछ ऐसन आगे निकल रही है मर्दन के पाँव तले धरती फिसल रही है वो दिन गए कि घर के चूल्हे मां सर खपाया एक पैर अब ज़मीं पर एक चाँद पर जमाया बदली है जब से औरत दुनिया बदल रही है मर्दन के पाँव तले … मर्दन को दे के पेनशन लड़ती है अब इलेकशन कहते थे जिसको सिस्टर अब हुई मिनिस्टर मर्दन की मोमबत्ती टप-टप पिघल रही है मर्दन के पाँव तले … चाबी का छल्ला खोला आँचल से नारियों ने बन्दूक भी उठा ली अब फ़ौजी नारियों ने हर देश औरतन की पल्टन निकल रही है मर्दन के पाँव तले … Englishnārī kuchh aisan āge nikal rahī hai mardan ke pāṇv tale dhartī phisal rahī hai vo din gae ki ghar ke chūlhe māṅ sar khapāyā ek pair ab zamīṅ par ek chāṇd par jamāyā badlī hai jab se aurat duniyā badal rahī hai mardan ke pāṇv tale … mardan ko de ke penaśhan laṛtī hai ab ilekaśhan kahte the jisko sisṭar ab huī minisṭar mardan kī mombattī ṭap-ṭap pighal rahī hai mardan ke pāṇv tale … chābī kā chhallā kholā āṇchal se nāriyoṅ ne bandūk bhī uṭhā lī ab faujī nāriyoṅ ne har deśh aurtan kī palṭan nikal rahī hai mardan ke pāṇv tale …