Title (Indic)हम तो तेरे आशिक़ हैं सदियों पुराने WorkFarz Year1967 LanguageHindi Credits Role Artist Music Laxmikant-Pyarelal Performer Lata Mangeshkar Performer Mukesh Writer Anand Bakshi LyricsHindiहम तो तेरे आशिक़ हैं सदियों पुराने चाहे तू माने चाहे न माने हम भी ज़माने से हैं तेरे दीवाने चाहे तू माने चाहे न माने आई हैं यूं प्यार से जवानियां अरमां दिल में है दिल मुश्किल में है जान-ए-तमन्ना तेरे इसी प्यार की कहानियां हर महफ़िल में हैं सबके दिल में हैं जान-ए-तमन्ना छेड़ते हैं सब मुझको अपने बेगाने चाहे तू माने … सोचो मोहब्बत में कभी हाथ से दामन छूटे तो दो दिल रूठे तो तो फिर क्या हो ऐसा न हो काश कभी प्यार में वादे टूटे तो दो दिल रूठे तो तो फिर क्या हो हम तो चले आएं सनम तुझको मनाने चाहे तू माने … मस्त निगाहों से इस दिल को मस्त बनाए जा और पिलाए जा प्यार के सागर दिल पे बड़े शौक से सितमगर ठेस लगाए जा तीर चलाए जा याद रहे पर तीर कभी बन जाते हैं खुद निशाने चाहे तू माने … Englishham to tere āśhiq haiṅ sadiyoṅ purāne chāhe tū māne chāhe na māne ham bhī zamāne se haiṅ tere dīvāne chāhe tū māne chāhe na māne āī haiṅ yūṅ pyār se javāniyāṅ armāṅ dil meṅ hai dil muśhkil meṅ hai jān-e-tamannā tere isī pyār kī kahāniyāṅ har mahafil meṅ haiṅ sabke dil meṅ haiṅ jān-e-tamannā chheṛte haiṅ sab mujhko apne begāne chāhe tū māne … socho mohabbat meṅ kabhī hāth se dāman chhūṭe to do dil rūṭhe to to phir kyā ho aisā na ho kāśh kabhī pyār meṅ vāde ṭūṭe to do dil rūṭhe to to phir kyā ho ham to chale āeṅ sanam tujhko manāne chāhe tū māne … mast nigāhoṅ se is dil ko mast banāe jā aur pilāe jā pyār ke sāgar dil pe baṛe śhauk se sitamgar ṭhes lagāe jā tīr chalāe jā yād rahe par tīr kabhī ban jāte haiṅ khud niśhāne chāhe tū māne …