Title (Indic)मस्त बहारों का मैं आशिक़ मैं जो चाहें यार करूँ WorkFarz Year1967 LanguageHindi Credits Role Artist Music Laxmikant-Pyarelal Performer Mohammad Rafi Writer Anand Bakshi LyricsHindiऊ ऊ मस्त बहारों का मैं आशिक़ मैं जो चाहें यार करूँ चाहें गुलों के साए से खेलूँ चाहें कली से प्यार करूँ सारा जहाँ है मेरे लिए मेरे लिए ऊ ऊ मस्त बहारों का … मैं हूँ वो दीवाना जिसके सब दीवाने हाँ किसको है ज़रूरत तेरी ऐ ज़माने हाँ मेरा अपना रास्ता दुनिया से क्या वास्ता मेरे दिल में तमन्नाओं की दुनिया जवां है मेरे लिए ऊ ऊ मस्त बहारों का … मेरी आँखों से ज़रा आँखें तो मिला दे हाँ मेरी राहें रोक ले नज़रें तो बिछा दे हाँ तेरे सर की है कसम मैं जो चला गया सनम तो ये रुत भी चली जाएगी ये तो यहाँ है मेरे लिए ऊ ऊ मस्त बहारों का … सबको ये बता दो कह दो हर नज़र से हाँ कोई भी मेरे सिवा गुज़रे ना इधर से हाँ बतला दो जहां को समझा दो ख़िज़ां को आए जाए यहाँ ना कोई ये गुलिस्तां है मेरे लिए ऊ ऊ मस्त बहारों का … Englishū ū mast bahāroṅ kā maiṅ āśhiq maiṅ jo chāheṅ yār karūṇ chāheṅ guloṅ ke sāe se khelūṇ chāheṅ kalī se pyār karūṇ sārā jahāṇ hai mere lie mere lie ū ū mast bahāroṅ kā … maiṅ hūṇ vo dīvānā jiske sab dīvāne hāṇ kisko hai zarūrat terī ai zamāne hāṇ merā apnā rāstā duniyā se kyā vāstā mere dil meṅ tamannāoṅ kī duniyā javāṅ hai mere lie ū ū mast bahāroṅ kā … merī āṇkhoṅ se zarā āṇkheṅ to milā de hāṇ merī rāheṅ rok le nazreṅ to bichhā de hāṇ tere sar kī hai kasam maiṅ jo chalā gayā sanam to ye rut bhī chalī jāegī ye to yahāṇ hai mere lie ū ū mast bahāroṅ kā … sabko ye batā do kah do har nazar se hāṇ koī bhī mere sivā guzre nā idhar se hāṇ batlā do jahāṅ ko samjhā do khizāṅ ko āe jāe yahāṇ nā koī ye gulistāṅ hai mere lie ū ū mast bahāroṅ kā …