Title (Indic)एक रात में दो दो चाँद खिले WorkBarkha Year1959 LanguageHindi Credits Role Artist Music Chitra Gupta Performer Lata Mangeshkar Performer Mukesh Writer Rajendra Krishan LyricsHindiएक रात में दो-दो चाँद खिले एक घूँघट में, एक बदली में अपनी अपनी मंज़िल से मिले एक घूँघट में, एक बदली में एक रात में दो-दो चाँद खिले … बदली का वो चाँद तो सबका है घूँघट का ये चाँद तो अपना है मुझे चाँद समझने वाले बता ये रात है या कोई सपना है एक रात में दो-दो चाँद खिले … मालूम नहीं दो अनजाने राही कैसे मिल जाते हैं फूलों को अगर खिलना है तो वो वीरानों में खिल जाते हैं एक रात में दो-दो चाँद खिले … Englishek rāt meṅ do-do chāṇd khile ek ghūṇghaṭ meṅ, ek badlī meṅ apnī apnī maṅzil se mile ek ghūṇghaṭ meṅ, ek badlī meṅ ek rāt meṅ do-do chāṇd khile … badlī kā vo chāṇd to sabkā hai ghūṇghaṭ kā ye chāṇd to apnā hai mujhe chāṇd samajhne vāle batā ye rāt hai yā koī sapnā hai ek rāt meṅ do-do chāṇd khile … mālūm nahīṅ do anjāne rāhī kaise mil jāte haiṅ phūloṅ ko agar khilnā hai to vo vīrānoṅ meṅ khil jāte haiṅ ek rāt meṅ do-do chāṇd khile …