Title (Indic)कैसे ये क़ायदे हैं ज़माने में प्यार के WorkNili Year1950 LanguageHindi Credits Role Artist Music S Mohinder Performer Suraiya Writer Surjeet Sethi LyricsHindiकैसे ये क़ायदे हैं ज़माने में प्यार के कैसे ये क़ायदे खिलते है फूल इसके तो पहलू में ख़ार के कैसे ये क़ायदे छाई ख़िज़ाँ -2 छाई ख़िज़ाँ लब पे है जाँ लुट गया हो मेरा जहाँ -2 हाय क्यूँ देखे थे दिन मैंने बहार के कैसे ये क़ायदे हैं ज़माने में प्यार के कैसे ये क़ायदे रूठा करार -2 रूठा करार हुये आज़ाद ग़म हैं जिगर में हो बेशुमार -2 हम इंतहान ले चुके परवरदिगार के कैसे ये क़ायदे हैं ज़माने में प्यार के कैसे ये क़ायदे Englishkaise ye qāyde haiṅ zamāne meṅ pyār ke kaise ye qāyde khilte hai phūl iske to pahlū meṅ khār ke kaise ye qāyde chhāī khizāṇ -2 chhāī khizāṇ lab pe hai jāṇ luṭ gayā ho merā jahāṇ -2 hāy kyūṇ dekhe the din maiṅne bahār ke kaise ye qāyde haiṅ zamāne meṅ pyār ke kaise ye qāyde rūṭhā karār -2 rūṭhā karār huye āzād ġham haiṅ jigar meṅ ho beśhumār -2 ham iṅthān le chuke paravardigār ke kaise ye qāyde haiṅ zamāne meṅ pyār ke kaise ye qāyde