Title (Indic)ज़रा झूमने दो ... मुझे देखिए मैं कोई दास्ताँ हूँ WorkLootera Year1965 LanguageHindi Credits Role Artist Music Laxmikant-Pyarelal Performer Lata Mangeshkar Writer Anand Bakshi LyricsHindiज़रा झूमने दो के मसरूर हूँ मैं यहाँ हूँ यहाँ से बहुत दूर हूँ मैं मुझे देखिए मैं कोई दास्ताँ हूँ -2 बहुत कुछ है दिल में मगर बेज़ुबाँ हूँ मुझे देखिए मैं … जिन्हें याद हूँ मैं भुलाएँगे कैसे मुझे बज़्म से वो ( उठाएँगे कैसे ) -2 जली तो शमा थी बुझी तो धुआँ हूँ मुझे देखिए मैं … अभी चाहती हूँ ज़रा मुस्कराना कभी फिर करूँगी बयाँ ये फ़साना मुझे जान लेगा ( किसी दिन ज़माना ) -3 बहार-ए-चमन हूँ के दौर-ए-ख़िज़ाँ हूँ मुझे देखिए मैं … शिक़स्त-ए-मुहब्बत भला कैसे मानूँ अजी दर्द-ए-दिल को दवा कैसे मानूँ कि मैं एक बुत को ( ख़ुदा कैसे मानूँ ) -2 बुतों की ख़ुदाई पे मैं बदगुमाँ हूँ मुझे देखिए मैं … Englishzarā jhūmne do ke masrūr hūṇ maiṅ yahāṇ hūṇ yahāṇ se bahut dūr hūṇ maiṅ mujhe dekhie maiṅ koī dāstāṇ hūṇ -2 bahut kuchh hai dil meṅ magar bezubāṇ hūṇ mujhe dekhie maiṅ … jinheṅ yād hūṇ maiṅ bhulāeṇge kaise mujhe bazam se vo ( uṭhāeṇge kaise ) -2 jalī to śhamā thī bujhī to dhuāṇ hūṇ mujhe dekhie maiṅ … abhī chāhtī hūṇ zarā muskrānā kabhī phir karūṇgī bayāṇ ye fasānā mujhe jān legā ( kisī din zamānā ) -3 bahār-e-chaman hūṇ ke daur-e-khizāṇ hūṇ mujhe dekhie maiṅ … śhiqast-e-muhabbat bhalā kaise mānūṇ ajī dard-e-dil ko davā kaise mānūṇ ki maiṅ ek but ko ( khudā kaise mānūṇ ) -2 butoṅ kī khudāī pe maiṅ badgumāṇ hūṇ mujhe dekhie maiṅ …