Title (Indic)दिल की कलम से चाहत का हम ... नया इतिहास लिखेंगे WorkItihaas Year1997 LanguageHindi Credits Role Artist Music Dilip Sen-Sameer Sen Performer Kumar Sanu Writer Sameer LyricsHindiदिल की कलम से हूं हूं चाहत का हम हूं हूं पहला एहसास लिखेंगे लिखेंगे हम अपनी मोहब्बत का नया इतिहास लिखेंगे ओ ख्वाबों में रहते हैं पलकों में घर है हमारा अम्बर पे चमकेगा अपनी वफ़ा का सितारा इन आसमानों में ऊंची तो परवाज़ है रोके कभी न रुकेगी धड़कनों की आवाज़ इस प्रेम ग्रंथ में हे हे हम नाम अपना हे हे धरती आकाश लिखेंगे लिखेंगे हम अपनी मोहब्बत का … सीने पर सर रखकर सोने को जी चाहता है ना जाने क्यों मिल के रोने को जी चाहता है हम दोनों आशिक़ी में हद से गुज़रने लगे हैं हम अपनी साँसों की गलियों में होके जहाँ से उतरने लगे हैं लब पे सनम के हे हे महके शबनम सी हे हे होंठों की प्यास लिखेंगे लिखेंगे हम अपनी मोहब्बत का … Englishdil kī kalam se hūṅ hūṅ chāhat kā ham hūṅ hūṅ pahlā ehsās likheṅge likheṅge ham apnī mohabbat kā nayā itihās likheṅge o khvāboṅ meṅ rahte haiṅ palkoṅ meṅ ghar hai hamārā ambar pe chamkegā apnī vafā kā sitārā in āsmānoṅ meṅ ūṅchī to parvāz hai roke kabhī na rukegī dhaṛaknoṅ kī āvāz is prem graṅth meṅ he he ham nām apnā he he dhartī ākāśh likheṅge likheṅge ham apnī mohabbat kā … sīne par sar rakhkar sone ko jī chāhtā hai nā jāne kyoṅ mil ke rone ko jī chāhtā hai ham donoṅ āśhiqī meṅ had se guzarne lage haiṅ ham apnī sāṇsoṅ kī galiyoṅ meṅ hoke jahāṇ se utarne lage haiṅ lab pe sanam ke he he mahke śhabnam sī he he hoṅṭhoṅ kī pyās likheṅge likheṅge ham apnī mohabbat kā …