Title (Indic)थाठ नवाबी बाट नवाबी वाह तेरी क्या बात है WorkIndian Year2001 LanguageHindi Credits Role Artist Music Anand Raj Anand Performer Alka Yagnik Writer Anand Bakshi LyricsHindiठाठ नवाबी बाट नवाबी वाह तेरी क्या बात है हाय हाय हाय हाय ठाठ नवाबी … चुन्नू की मम्मी राजू की मामी वाह तेरी क्या बात है हे रुठो नहीं ऐसे यार हम से करो कुछ प्यार व्यार हम से दिल दीवाने का तोड़ो ना किसको पढ़ाओगी चेहरा किताबी ठाठ नवाबी … ओ जान-ए-जानां मैने ये माना देर से आना मेरा रोग है पुराना देखो जी पीछे बिल्कुल न आना मैं ना मानूंगी ना ना नहीं नहीं ना ना मान जाओ ना जान-ए-मन सब तुम्हारा है तन मन धन बिन तुम्हारे है क्या मेरा मुक़द्दर के ताले की तुम ही हो चाबी ठाठ नवाबी … हो तुमसे मुहब्बत कितनी है हमको ये जानता है सारा ज़माना हां मुझको बताओ मैं ना रही तो क्या करोगे ये सारा ज़माना मैं ये मानता हूँ दिलबर चोट तुमको दी है दिल पर माफ़ी मांग लूँगा घर पर रस्ते पे तो ना करो ये खराबी सौ वादे करना और इक निभाना ठीक ही तो है मेरा रूठ जाना माना तड़पती हो पर सब समझती हो कितनी महान हो तुम जान-ए-जानां छोड़ो छोड़ो छोड़ो नाटक यूं सताओगे तुम कब तक मान जाओगी ना जब तक देखो तो मौसम है कितना गुलाबी ठाठ नवाबी … Englishṭhāṭh navābī bāṭ navābī vāh terī kyā bāt hai hāy hāy hāy hāy ṭhāṭh navābī … chunnū kī mammī rājū kī māmī vāh terī kyā bāt hai he ruṭho nahīṅ aise yār ham se karo kuchh pyār vyār ham se dil dīvāne kā toṛo nā kisko paṛhāogī chehrā kitābī ṭhāṭh navābī … o jān-e-jānāṅ maine ye mānā der se ānā merā rog hai purānā dekho jī pīchhe bilkul na ānā maiṅ nā mānūṅgī nā nā nahīṅ nahīṅ nā nā mān jāo nā jān-e-man sab tumhārā hai tan man dhan bin tumhāre hai kyā merā muqaddar ke tāle kī tum hī ho chābī ṭhāṭh navābī … ho tumse muhabbat kitnī hai hamko ye jāntā hai sārā zamānā hāṅ mujhko batāo maiṅ nā rahī to kyā karoge ye sārā zamānā maiṅ ye māntā hūṇ dilbar choṭ tumko dī hai dil par māfī māṅg lūṇgā ghar par raste pe to nā karo ye kharābī sau vāde karnā aur ik nibhānā ṭhīk hī to hai merā rūṭh jānā mānā taṛaptī ho par sab samajhtī ho kitnī mahān ho tum jān-e-jānāṅ chhoṛo chhoṛo chhoṛo nāṭak yūṅ satāoge tum kab tak mān jāogī nā jab tak dekho to mausam hai kitnā gulābī ṭhāṭh navābī …