You are here

Dekho naa, dekho naa

Title (Indic)
देखो ना, देखो ना
Work
Year
Language
Credits
Role Artist
Music Jatin
Lalit
Performer Sonu Nigam
Sunidhi Chauhan
Writer Prasoon Joshi

Lyrics

Hindi

ये साजिश है बूंदों की कोई ख़्वाईश है चुप चुप सी
देखो ना, देखो ना
हवा कुछ होले होले, जुबां से क्या कुछ बोले
क्यों दूरी है अब दरमियाँ
देखो ना, देखो ना

फिर न हवायें होंगी इतनी बेशरम
फिर ना डगमग डगमग होंगे ये कदम
सावन ये सीधा नहीं खुफ़िया बड़ा
कुछ तो बरसते हुये कह रहा
समझो ना, समझो ना

जुगनू जैसी चाहत देखो जले मुझे
मीठी सी मुश्किल है कोई क्या करे
होठों की अर्जी ऐसे ठुकराओं ना
साँसों की मर्ज़ी को झूठलाओं ना
छू लो ना, छू लो ना

हवा कुछ होले होले, जुबां से क्या कुछ बोले
ना दूरी है अब दरमियाँ
देखो ना, देखो ना

English

ye sājiśh hai būṅdoṅ kī koī khvāīśh hai chup chup sī
dekho nā, dekho nā
havā kuchh hole hole, jubāṅ se kyā kuchh bole
kyoṅ dūrī hai ab darmiyāṇ
dekho nā, dekho nā

phir na havāyeṅ hoṅgī itnī beśhram
phir nā ḍagamag ḍagamag hoṅge ye kadam
sāvan ye sīdhā nahīṅ khufiyā baṛā
kuchh to baraste huye kah rahā
samjho nā, samjho nā

jugnū jaisī chāhat dekho jale mujhe
mīṭhī sī muśhkil hai koī kyā kare
hoṭhoṅ kī arjī aise ṭhukrāoṅ nā
sāṇsoṅ kī marzī ko jhūṭhlāoṅ nā
chhū lo nā, chhū lo nā

havā kuchh hole hole, jubāṅ se kyā kuchh bole
nā dūrī hai ab darmiyāṇ
dekho nā, dekho nā

Lyrics search