ho
maiṅ ban pataṅg uṛ jāūṇ re
havā ke saṅg lahrāūṇ, lahrāūṇ re
ho
maiṅ ban pataṅg uṛ jāūṇ re
tū dhartī par mujhe bulāye, mujhe bulāye
maiṅ ākāśh ko jāūṇ re -2
havā ke saṅg lahrāūṇ, lahrāūṇ re
ho
maiṅ ban pataṅg uṛ jāūṇ re
( jugnū ban kar cham-cham chamkūṇ
uṛtī phirūṇ havāoṅ meṅ ) -2
ho barkhā ban kar chham-chham barsūṇ
ho chham-chham barsūṇ
chhuptī phirūṇ ghaṭāoṅ meṅ
gīt milan ke gāūṇ re -2
havā ke saṅg lahrāūṇ, lahrāūṇ re
ho
maiṅ ban pataṅg uṛ jāūṇ re
( chandā kī nagrī meṅ jā kar
chhun-chhun nāchūṇ-gāūṇ maiṅ ) -2
ho chandā tāreṅ sun-sun nācheṅ
ho sun-sun nācheṅ
aisā gīt sunāūṇ re
ūṇchā nagar basāūṇ re -2
havā ke saṅg lahrāūṇ, lahrāūṇ re
ho
maiṅ ban pataṅg uṛ jāūṇ re