Title (Indic)जिगर की आग से इस दिल को जलता देखते जाओ WorkDopatta Year1952 LanguageHindi Credits Role Artist Music Feroz Nizami Performer Noor Jehan Writer Arsh Lucknowi LyricsHindiजिगर की आग से इस दिलको जलता देखते जाओ लुटी जाती है अर्मानों की दुनिया देखते जाओ लगी है आग दिल में आँख से आँसू बरसते हैं भरी बरसात में इस घर को जलता देखते जाओ इसी दिन के लिए बोलो तुम्हें क्या हमने चाहा था कि हम बरबाद हों और तुम तमाशा देखते जाओ बहा कर ले चली हैं ग़म की मौजें दिल की कश्ती को हमारे डूब जाने का नज़ारा देखते जाओ Englishjigar kī āg se is dilko jaltā dekhte jāo luṭī jātī hai armānoṅ kī duniyā dekhte jāo lagī hai āg dil meṅ āṇkh se āṇsū baraste haiṅ bharī barsāt meṅ is ghar ko jaltā dekhte jāo isī din ke lie bolo tumheṅ kyā hamne chāhā thā ki ham barbād hoṅ aur tum tamāśhā dekhte jāo bahā kar le chalī haiṅ ġham kī maujeṅ dil kī kaśhtī ko hamāre ḍūb jāne kā nazārā dekhte jāo