Title (Indic)बूझ मेरा क्या नाम रे, नदी किनारे गाँव रे WorkC.I.D. Year1956 LanguageHindi Role Artist Credits Role Artist Music O.P. Nayyar Performer Shamshad Shamshad Begum Writer Majrooh Sultanpuri LyricsHindi(active tab)EnglishHindiबूझ मेरा क्या नाम रे, नदी किनारे गाँव रे पीपल झूमे मोरे आँगना ठण्डी ठण्डी छाँव रे लोग कहे मुझे बाँवरी मेरे उलझे उलझे बाल मेरा काला काला तिल है मेरे गोरे गोरे गाल मैं चली जिस गली झूमे सारा गाँव रे दिल वालों के बीच में मेरी अखियाँ हैं बदनाम हूँ एक पहेली फिर भी कोई बूझे मेरा नाम मैं चली मनचली सबका मन ललचाऊँ रे Englishbūjh merā kyā nām re, nadī kināre gāṇv re pīpal jhūme more āṇgnā ṭhaṇḍī ṭhaṇḍī chhāṇv re log kahe mujhe bāṇvrī mere uljhe uljhe bāl merā kālā kālā til hai mere gore gore gāl maiṅ chalī jis galī jhūme sārā gāṇv re dil vāloṅ ke bīch meṅ merī akhiyāṇ haiṅ badnām hūṇ ek pahelī phir bhī koī būjhe merā nām maiṅ chalī manachlī sabkā man lalchāūṇ re