Title (Indic)कोयल सी तेरी बोली ... सूरत है कितनी भोली WorkBeta Year1992 LanguageHindi Credits Role Artist Music Anand-Milind Performer Anuradha Paudwal Performer Udit Narayan Writer Sameer LyricsHindiकोयल सी तेरी बोली कू कु कु कु कु सूरत है कितनी भोली कू कु कु कु कु नैन तेरे कजरारे होंठ तेरे अंगारे तुझे देख के दिल मेरा खोने लगा बातों में तेरी सरगम छन छन छन छन छन मन को लुभाए प्रीतम छन छन छन छन छन रंग तेरा रंगीला तू है छैल छबीला तुझे देख के कुछ मुझे होने लगा यौवन की तू मलिका खिल के तेरा बदन महके आऊं जो पास तेरे साँसों का चमन महके अंगों से तेरे रस बरसे तेरे लिए जीवन तरसे मेरे होश लिए जाते हैं कंवारे तेरे कंगना तूने मुझे बेचैन किया तूने भी तो मेरा चैन लिया बातों में तेरी सरगम … तूने मेरे तन को छुआ मन में हुई कोई हलचल दिल मेरा डोल गया ऐसे उड़ा तेरा आँचल प्रीत के रंग रंगाऊं चुनर नाम तेरे लिख दी है उमर बनके मैं आऊंगी दुल्हन तेरे अंगना तेरे मिलन की प्यास जगी कैसे कहूं क्या आग लगी कोयल सी तेरी बोली … Englishkoyal sī terī bolī kū ku ku ku ku sūrat hai kitnī bholī kū ku ku ku ku nain tere kajrāre hoṅṭh tere aṅgāre tujhe dekh ke dil merā khone lagā bātoṅ meṅ terī sargam chhan chhan chhan chhan chhan man ko lubhāe prītam chhan chhan chhan chhan chhan raṅg terā raṅgīlā tū hai chhail chhabīlā tujhe dekh ke kuchh mujhe hone lagā yauvan kī tū malikā khil ke terā badan mahke āūṅ jo pās tere sāṇsoṅ kā chaman mahke aṅgoṅ se tere ras barse tere lie jīvan tarse mere hośh lie jāte haiṅ kaṅvāre tere kaṅgnā tūne mujhe bechain kiyā tūne bhī to merā chain liyā bātoṅ meṅ terī sargam … tūne mere tan ko chhuā man meṅ huī koī halchal dil merā ḍol gayā aise uṛā terā āṇchal prīt ke raṅg raṅgāūṅ chunar nām tere likh dī hai umar banke maiṅ āūṅgī dulhan tere aṅgnā tere milan kī pyās jagī kaise kahūṅ kyā āg lagī koyal sī terī bolī …