a: (dhak-dhak karne lagā, ho morā jīyrā ḍarne lagā
saiṅyā baiṅyā chhoṛ nā, kachchī kaliyāṇ toṛ na) -2
u: (dil se dil mil gayā, mujhse kaisī ye hayā
tū hai merī dilrubā, kyā lagtī hai, vāh re vāh) -2
a: apnā banāyā pīyā tūne mujhe, maiṅ mīṭhe-mīṭhe sapne sajāne lagī
u: dekhā merī rānī jab maiṅne tujhe, merī soī-soī dhaṛkan gāne lagī
a: jādū terā chhāne lagā, merī nas-nas meṅ samāne lagā
u: khud ko maiṅ bhulāne lagā, tujhe sāṇsoṅ meṅ basāne lagā
a: riśhtā, ab ye riśhtā, sāthī ṭūṭegā na toṛe kabhī
u: dil se dil mil gayā …
u: uljhī hai kālī-kālī laṭ terī, zarā in zulfoṅ ko suljhāne to de
a: itnī bhī kyā hai jaldī tujhe, ghaṛī apne milan kī tū āne to de
u: aise na bahāne banā, merī rānī, ab to bāhoṅ meṅ ā
a: aise na nigāheṅ milā, koī dekhegā to sochegā kyā?
u: mastī chhāī hai mastī, āke lag jā gale se abhī
a: dhak-dhak karne lagā …
u: dil se dil mil gayā …