Part ī
ba se bolo kyā hotā hai
bahādur
( likho-paṛhoge to āge baṛhoge
sitāroṅ se ūṇchā tumhārā hogā nām ) -2
samjhe nā
chhuṭṭī mile to khilaunoṅ se khelo -2
jaldī se phir tum kitāboṅ ko le lo -2
jī nā churāo
bāteṅ nā banāo
jāhil rahoge to hoge badnām
likho-paṛhoge to āge baṛhoge
sitāroṅ se ūṇchā tumhārā hogā nām
alif se bolo kyā hotā hai
ullū
aṅ aṅ imān
duniyā meṅ dekho imāndār rahnā -2
jhūṭh nahīṅ achchhā sadā sach kahnā -2
dil ko kisī ke tum na dukhānā
aisī hī nekī karo subah-śhām
likho-paṛhoge to āge baṛhoge
sitāroṅ se ūṇchā tumhārā hogā nām
achchhā bolo ba se kyā hotā hai
bandar
bahādur
banke bahādur tum apne vatan ke -2
nigehbā hāṇ rahnā tum apne chaman ke -2
isko sambhālo gale se lagā lo
ho āzād ab to na honā phir ġhulām
likho-paṛhoge to āge baṛhoge
sitāroṅ se ūṇchā tumhārā hogā nām
achchhā munnā bolo te se kyā hotā hai
tītar
taqdīr
taqdīr kyā hai tum isko bhulā do -2
ilm hunar se aṅdhere miṭā do -2
baṛhte chalo tum qadam ko milā ke
phir āyegī maṅzil karegī salām
likho-paṛhoge to āge baṛhoge
sitāroṅ se ūṇchā tumhārā hogā nām
ma se bolo kyā hotā hai
murgā
mazdūr
mazdūr nikle haiṅ tān ke sīnā -2
tum bhī karo kuchh aur sīkh lo jīnā -2
mehnat karoge samjhe hāṇ
to phal bhī milegā
baṛoṅ ne kahā hai ārām hai harām
( likho-paṛhoge to āge baṛhoge
sitāroṅ se ūṇchā tumhārā hogā nām ) -2
kuchh to batāo kahāṇ kho gaye ho -2
bāt kyā huī jo khafā ho gaye ho -2
muṇh na chhipāo surtiyā dikhāo
sun lo hamāre ye dil kā payām
śhīn se bolo kyā hotā hai
munnā javāb do
śher