Title (Indic)सुनो रे सुनो एक बात सुनाऊँ ... मैं बैरागी नाचूँ WorkBairaag Year1976 LanguageHindi Credits Role Artist Music Kalyanji-Anandji Performer Lata Mangeshkar Performer Mohammad Rafi Writer Anand Bakshi LyricsHindiर: सुनो रे सुनो एक बात सुनाऊँ झूठ है या सच है ये तुम जानो -2 ( मैं बैरागी ) -2 नाचूँ-गाऊँ ल: सुनो रे सुनो एक बात सुनाऊँ झूठ है या सच है ये तुम जानो -2 ( मैं बैरागन ) -2 नाचूँ-गाऊँ र: ओ देखो इन बेदर्दों को छोड़ के लाज के पर्दों को -2 गली-गली में औरतें छेड़ती फिरती हैं इन मर्दों को ल: आपने सच फ़रमाया है सच्चा शोर मचाया है -2 मर्दों के दिन बीत गए औरत का ज़माना आया है -2 र: मैं ना मानूं ल: तुम ना मानो र: मैं क्या जानूँ ल: तुम क्या जानो र: मैं तो सबका दिल बहलाऊँ मैं बैरागी … ल: लिखने वाला लिखता है इक ऐसा चश्मा बिकता है जिस चश्मे के अन्दर से भई अन्धों को भी दिखता है -2 र: जग में ऐसे बंदे हैं बंदों के ऐसे धन्धे हैं क्या करना है देख के जग को अच्छे हैं जो अन्धे हैं ल: तू अनजाना र: तू अनजानी ल: तू दीवाना र: तू दीवानी ल: दीवाने को क्या समझाऊँ मैं बैरागन … ओ रात को जब दिन ढलता है प्रेम का जादू चलता है -2 तू बैरागी क्या जाने काहे को पतंगा जलता है र: कह दो इस पनिहारी से पूछ ले दुनिया सारी से जले पतंगा लेकिन खेलें बैरागी चिंगारी से ल: खेल के देखो र: छेड़ के देखो ल: छेड़ के देखो र: खेल के देखो मैं जो बोलूं कर दिखलाऊँ मैं बैरागी … Englishra: suno re suno ek bāt sunāūṇ jhūṭh hai yā sach hai ye tum jāno -2 ( maiṅ bairāgī ) -2 nāchūṇ-gāūṇ la: suno re suno ek bāt sunāūṇ jhūṭh hai yā sach hai ye tum jāno -2 ( maiṅ bairāgan ) -2 nāchūṇ-gāūṇ ra: o dekho in bedardoṅ ko chhoṛ ke lāj ke pardoṅ ko -2 galī-galī meṅ aurteṅ chheṛtī phirtī haiṅ in mardoṅ ko la: āpne sach farmāyā hai sachchā śhor machāyā hai -2 mardoṅ ke din bīt gae aurat kā zamānā āyā hai -2 ra: maiṅ nā mānūṅ la: tum nā māno ra: maiṅ kyā jānūṇ la: tum kyā jāno ra: maiṅ to sabkā dil bahlāūṇ maiṅ bairāgī … la: likhne vālā likhtā hai ik aisā chaśhmā biktā hai jis chaśhme ke andar se bhaī andhoṅ ko bhī dikhtā hai -2 ra: jag meṅ aise baṅde haiṅ baṅdoṅ ke aise dhandhe haiṅ kyā karnā hai dekh ke jag ko achchhe haiṅ jo andhe haiṅ la: tū anjānā ra: tū anjānī la: tū dīvānā ra: tū dīvānī la: dīvāne ko kyā samjhāūṇ maiṅ bairāgan … o rāt ko jab din ḍhaltā hai prem kā jādū chaltā hai -2 tū bairāgī kyā jāne kāhe ko pataṅgā jaltā hai ra: kah do is panihārī se pūchh le duniyā sārī se jale pataṅgā lekin kheleṅ bairāgī chiṅgārī se la: khel ke dekho ra: chheṛ ke dekho la: chheṛ ke dekho ra: khel ke dekho maiṅ jo bolūṅ kar dikhlāūṇ maiṅ bairāgī …