chhoṭī sī umar meṅ
lag gayā rog
( chhoṭī sī umar meṅeh
lag gayā rog
kahte haiṅ log
maiṅ mar jāuṇgī
ho maiṅ mar jāuṇgī ) -2
par marne se pahle
kuchh karne se pahle
le ke terā nām
tujhe badnām
maiṅ kar jāūṇgī
ho maiṅ mar jāūṇgī
ho
ho
( yehe kisī sahrī chhorī kī
prīt nahīṅ hai bābū ) -2
ek banjāran keh matvāre
nainoṅoh kā hai jādū
tū na jā merī muskān pe
khel jāūṇgī maiṅ jī-jān pe
chhoṛūṇgī nā sāth -2
aisī kyā hai bāt
ke maiṅ ḍar jāūṇgī
ho maiṅ mar jāūṇgī
chhoṭī sī umar meṅhe
lag gayā rog
kahte haiṅ log
maiṅ mar jāuṇgī
ho maiṅ mar jāuṇgī
par marne se pahle
kuchh karne se pahle
le ke terā nām
tujhe badnām
maiṅ kar jāūṇgī
ho maiṅ mar jāūṇgī
ho
ho
( kab talak rokegā merā
rastā lāj kā pahrā ) -2
yād ye rakhnā tū sajnā
ye merā vādā ṭhahrā
bābul kī galiyāṇ chhoṛ ke
āūṇgī chunriyā oṛh ke
laike umaṅg -2
saiṅyāṇ tere saṅg
tere ghar jāūṇgī
ho maiṅ mar jāūṇgī
chhoṭī sī umar meṅhe
lag gayā rog
kahte haiṅ log
maiṅ mar jāuṇgī
ho maiṅ mar jāuṇgī
par marne se pahle
kuchh karne se pahle
le ke terā nām
tujhe badnām
maiṅ kar jāūṇgī
ho maiṅ mar jāūṇgī