Title (Indic)पीते पीते कभी-कभी यूं जाम बदल जाते हैं WorkBairaag Year1976 LanguageHindi Credits Role Artist Music Kalyanji-Anandji Performer Asha Bhosle Performer Mohammad Rafi Writer Anand Bakshi LyricsHindiरफ़ी: पीते पीते कभी-कभी यूं जाम बदल जाते हैं जाम बदल जाते हैं - 2 अरे काम बदल जाते हैं, लोगों के नाम बदल जाते हैं रफ़ी: ये परवाना-ए-शमा, मेहमान है इक रात का - 2 दिल की बातें छेड़ दूं, डर है बस इस बात का यहाँ से वहाँ तक जाने में, वहाँ से यहाँ तक आने में लोग ये कहते हैं जी - 2 बंद लिफ़ाफ़े में भी, दिल के पैग़ाम बदल जाते हैं पीते पीते … आशा: दो रुख हर तस्वीर के, हैरां हूँ मैं देख के रफ़ी: हैरान हूँ मैं देख के आशा: है इक चेहरा और भी, चेहरे पे हर एक के रफ़ी: चेहरे पे हर एक के आशा: नजर को नजर जो आता है, फ़रीबी-नज़र कहलाता है नींद के इक झोंके से, आँख के इस धोखे से रफ़ी: राम और शाम बदल जाते हैं दोनो: पीते पीते … Englishrafī: pīte pīte kabhī-kabhī yūṅ jām badal jāte haiṅ jām badal jāte haiṅ - 2 are kām badal jāte haiṅ, logoṅ ke nām badal jāte haiṅ rafī: ye parvānā-e-śhamā, mehmān hai ik rāt kā - 2 dil kī bāteṅ chheṛ dūṅ, ḍar hai bas is bāt kā yahāṇ se vahāṇ tak jāne meṅ, vahāṇ se yahāṇ tak āne meṅ log ye kahte haiṅ jī - 2 baṅd lifāfe meṅ bhī, dil ke paiġhām badal jāte haiṅ pīte pīte … āśhā: do rukh har tasvīr ke, hairāṅ hūṇ maiṅ dekh ke rafī: hairān hūṇ maiṅ dekh ke āśhā: hai ik chehrā aur bhī, chehre pe har ek ke rafī: chehre pe har ek ke āśhā: najar ko najar jo ātā hai, farībī-nazar kahlātā hai nīṅd ke ik jhoṅke se, āṇkh ke is dhokhe se rafī: rām aur śhām badal jāte haiṅ dono: pīte pīte …