Title (Indic)रात का नशा अभी आँख से गया नहीं WorkAsoka Year2001 LanguageHindi Credits Role Artist Music Anu Malik Performer K.S. Chitra Writer Gulzar LyricsHindiरात का नशा अभी आँख से गया नहीं तेरा नशिला बदन, बाहों ने छोडा नहीं आँखें तो खोली मगर, सपना वो तोडा नहीं साँसों पे रखा हुआ तेरे होठों का सपना अभी है वही तेरे बिना भी कभी तुझ से मचल लेती हूँ करवटें बदलती हूँ तो सपना बदल लेती हूँ तेरा खयाल आए तो, बल खाँके पल जाता है पानी की चादर तले तन मेरा जल जाता है साँसों पे रखा हुआ तेरे होठों का सपना अभी है वही तेरे गले मिलने के मौसम बडे होते हैं जन्मों का वादा कोई, ये गम बडे छोटे हैं लंबी सी एक रात हो, लंबा सा एक दिन मिले बस इतना सा जीना हो मिलन की घडी जब मिले साँसों पे रखा हुआ तेरे होठों का सपना अभी है वही Englishrāt kā naśhā abhī āṇkh se gayā nahīṅ terā naśhilā badan, bāhoṅ ne chhoḍā nahīṅ āṇkheṅ to kholī magar, sapnā vo toḍā nahīṅ sāṇsoṅ pe rakhā huā tere hoṭhoṅ kā sapnā abhī hai vahī tere binā bhī kabhī tujh se machal letī hūṇ karavṭeṅ badaltī hūṇ to sapnā badal letī hūṇ terā khayāl āe to, bal khāṇke pal jātā hai pānī kī chādar tale tan merā jal jātā hai sāṇsoṅ pe rakhā huā tere hoṭhoṅ kā sapnā abhī hai vahī tere gale milne ke mausam baḍe hote haiṅ janmoṅ kā vādā koī, ye gam baḍe chhoṭe haiṅ laṅbī sī ek rāt ho, laṅbā sā ek din mile bas itnā sā jīnā ho milan kī ghaḍī jab mile sāṇsoṅ pe rakhā huā tere hoṭhoṅ kā sapnā abhī hai vahī