रात का नशा अभी आँख से गया नहीं
रात का नशा अभी आँख से गया नहीं
तेरा नशीला बदन बाहों ने छोड़ा नहीं
आँखें तो खोलीं मगर सपना वो तोड़ा नहीं
हाँ वहीं वो वहीं
साँसों पे रखा हुआ तेरे होंठों का सपना अभी है वहीं
ओ रात का नशा अभी …
तेरे बिना भी कभी तुझ से मचल लेती हूँ
करवट बदलती हूँ तो सपना बदल लेती हूँ
तेरा ख्याल आए तो बल खा के पल जाता है
पानी की चादर तले तन मेरा जल जाता है
हाँ वहीं वो वहीं …
तेरे गले मिलने के मौसम बड़े होते हैं
जन्मों का वादा कोई ये ग़म बड़े छोटे हैं
लम्बी सी इक रात हो लम्बा सा इक दिन मिले
बस इतना सा जीना हो मिलन की घड़ी जब मिले
हाँ वहीं वो वहीं …
rāt kā naśhā abhī āṇkh se gayā nahīṅ
terā naśhīlā badan bāhoṅ ne chhoṛā nahīṅ
āṇkheṅ to kholīṅ magar sapnā vo toṛā nahīṅ
hāṇ vahīṅ vo vahīṅ
sāṇsoṅ pe rakhā huā tere hoṅṭhoṅ kā sapnā abhī hai vahīṅ
o rāt kā naśhā abhī …
tere binā bhī kabhī tujh se machal letī hūṇ
karavaṭ badaltī hūṇ to sapnā badal letī hūṇ
terā khyāl āe to bal khā ke pal jātā hai
pānī kī chādar tale tan merā jal jātā hai
hāṇ vahīṅ vo vahīṅ …
tere gale milne ke mausam baṛe hote haiṅ
janmoṅ kā vādā koī ye ġham baṛe chhoṭe haiṅ
lambī sī ik rāt ho lambā sā ik din mile
bas itnā sā jīnā ho milan kī ghaṛī jab mile
hāṇ vahīṅ vo vahīṅ …