Roshnee se bhare bhare nainaa tere

रोशनी से भरे भरे नैना तेरे
Work
Year
Language

रोशनी से भरे भरे
भरे भरे नैना तेरे
छू के बोलें न छूना मुझे

सपनों से भरे भरे
भरे भरे नैना तेरे
छू के बोलें न छूना मुझे

ढूँढा है ढूँढा है तुझे आकाश ऊपर तले
शायद किसी बदरी में लिपटी हुई तू मिले
आ ढूँढा है ढूँढा है तुझे आकाश ऊपर तले
शायद किसी नदिया पे चलता हुआ तू मिले
रोशनी से …

मैने समय से रोक के तेरा पता पूछा है
नीली नदी से कह के सागर तले ढूँढा है
ओ लहरों पे चलते हुए पानी के फन छूते हैं
जैसे तेरे ये हाथ हो मेरा ये तन छूते हैं
रोशनी से …

rośhnī se bhare bhare
bhare bhare nainā tere
chhū ke boleṅ na chhūnā mujhe

sapnoṅ se bhare bhare
bhare bhare nainā tere
chhū ke boleṅ na chhūnā mujhe

ḍhūṇḍhā hai ḍhūṇḍhā hai tujhe ākāśh ūpar tale
śhāyad kisī badrī meṅ lipṭī huī tū mile
ā ḍhūṇḍhā hai ḍhūṇḍhā hai tujhe ākāśh ūpar tale
śhāyad kisī nadiyā pe chaltā huā tū mile
rośhnī se …

maine samay se rok ke terā patā pūchhā hai
nīlī nadī se kah ke sāgar tale ḍhūṇḍhā hai
o lahroṅ pe chalte hue pānī ke phan chhūte haiṅ
jaise tere ye hāth ho merā ye tan chhūte haiṅ
rośhnī se …