Title (Indic)ओ रे काँची काँच की गुड़िया ... झूम चमेली WorkAsoka Year2001 LanguageHindi Credits Role Artist Music Anu Malik Performer Alka Yagnik Performer Shaan Writer Gulzar LyricsHindiझूम चमेली झूम चमेली झांझर वाली झूम झूम घूम चमेली घूम चमेली झांझर वाली घूम झूम ओ रे काँची काँच की गुड़िया होंठों में बाँधे प्रेम की पुड़िया ना उसे खोले ना मुँह से बोले पलकों पे रख के आँखों से तौले सुनियो सुनियो ओ रे काँची … सुनियो सुनिया मिश्री से मीठी आँखों में बंद है बात रसीली हाँ ना उसे खोले … पहाड़ी पार चलना है तो परबत हटा दूँ घटाओं में कहीं छुपना है तो सावन बुला दूँ महुआ महुआ महका महका महका महका महुआ महुआ पहाड़ी पार … कोई उड़ता हुआ पंछी बता देगा ठिकाना जहाँ से दिन निकलता है उसी टीले पे आ जाना महुआ महुआ … ओ रे काँची … तेरा कोई परिचय हो तो ऐ सुंदरी बता दे बड़ी मीठी मुस्कान है मुंदरी बना दे महुआ महुआ … तेरा कोई … है परदेसी मुझे भूल जाएगा कहीं पे दे वचन मैं पहन लूँ उसे गहना समझ के महुआ महुआ … ओ रे काँची … Englishjhūm chamelī jhūm chamelī jhāṅjhar vālī jhūm jhūm ghūm chamelī ghūm chamelī jhāṅjhar vālī ghūm jhūm o re kāṇchī kāṇch kī guṛiyā hoṅṭhoṅ meṅ bāṇdhe prem kī puṛiyā nā use khole nā muṇh se bole palkoṅ pe rakh ke āṇkhoṅ se taule suniyo suniyo o re kāṇchī … suniyo suniyā miśhrī se mīṭhī āṇkhoṅ meṅ baṅd hai bāt rasīlī hāṇ nā use khole … pahāṛī pār chalnā hai to parbat haṭā dūṇ ghaṭāoṅ meṅ kahīṅ chhupnā hai to sāvan bulā dūṇ mahuā mahuā mahkā mahkā mahkā mahkā mahuā mahuā pahāṛī pār … koī uṛtā huā paṅchhī batā degā ṭhikānā jahāṇ se din nikaltā hai usī ṭīle pe ā jānā mahuā mahuā … o re kāṇchī … terā koī parichay ho to ai suṅdrī batā de baṛī mīṭhī muskān hai muṅdrī banā de mahuā mahuā … terā koī … hai pardesī mujhe bhūl jāegā kahīṅ pe de vachan maiṅ pahan lūṇ use gahnā samajh ke mahuā mahuā … o re kāṇchī …