Title (Indic)चाहे नैना चुराओ ... प्यार हो के रहेगा WorkAas Year1953 LanguageHindi Credits Role Artist Music Shankar Jaikishan Performer Talat Mahmood Performer Lata Mangeshkar Writer Shailendra LyricsHindiत: चाहे नैना चुराओ चाहे दामन बचाओ प्यार हो के रहेगा -2 ल: चाहे नैना चुराओ चाहे दामन बचाओ प्यार हो के रहेगा -2 दो: चाहे नैना चुराओ त: अरे ये अनजाने रास्ते ये नगरी अनजानी ल: हो ये अनजाने रास्ते ये नगरी अनजानी त: अरे इस चक्कर से ना बचे क्या ज्ञानी क्या ध्यानी ल: हो इस चक्कर से ना बचे क्या ज्ञानी क्या ध्यानी त: तुम इन प्यार की गलियों से चाहे बच-बच के जाओ प्यार हो के रहेगा -2 दो: चाहे नैना चुराओ त: अरे इस दुनिया की भीड़ में आओगे अकेले ल: हो इस दुनिया की भीड़ में आओगे अकेले त: अरे आते ही लग जायेंगे अरमानों के मेले त: हो आते ही लग जायेंगे अरमानों के मेले त: मन के राजमहल में चाहे परदे गिराओ प्यार हो के रहेगा -2 दो: चाहे नैना चुराओ त: अरे कहने को तो प्यार पे मरता है ज़माना ल: हो कहने को तो प्यार पे मरता है ज़माना त: अरे लेकिन अपनी हार से डरता है ज़माना ल: हो लेकिन अपनी हार से डरता है ज़माना त: तुम ये प्यार का तराना चाहे गाओ न गाओ प्यार हो के रहेगा -2 दो: चाहे नैना चुराओ Englishta: chāhe nainā churāo chāhe dāman bachāo pyār ho ke rahegā -2 la: chāhe nainā churāo chāhe dāman bachāo pyār ho ke rahegā -2 do: chāhe nainā churāo ta: are ye anjāne rāste ye nagrī anjānī la: ho ye anjāne rāste ye nagrī anjānī ta: are is chakkar se nā bache kyā jñānī kyā dhyānī la: ho is chakkar se nā bache kyā jñānī kyā dhyānī ta: tum in pyār kī galiyoṅ se chāhe bach-bach ke jāo pyār ho ke rahegā -2 do: chāhe nainā churāo ta: are is duniyā kī bhīṛ meṅ āoge akele la: ho is duniyā kī bhīṛ meṅ āoge akele ta: are āte hī lag jāyeṅge armānoṅ ke mele ta: ho āte hī lag jāyeṅge armānoṅ ke mele ta: man ke rājamahal meṅ chāhe parde girāo pyār ho ke rahegā -2 do: chāhe nainā churāo ta: are kahne ko to pyār pe martā hai zamānā la: ho kahne ko to pyār pe martā hai zamānā ta: are lekin apnī hār se ḍartā hai zamānā la: ho lekin apnī hār se ḍartā hai zamānā ta: tum ye pyār kā tarānā chāhe gāo na gāo pyār ho ke rahegā -2 do: chāhe nainā churāo