kismat kī, bāzī kā, faislā to, ho gayā hai
fāslā bhī, kho gayā hai, dekheṅ kisko kaun miltā hai
jisko jise milnā hai, har hāl meṅ miltā hai
duniyā meṅ muhabbat hī, kismat ko badaltī hai
ye śhammā havāoṅ meṅ, bujhtī nahīṅ jaltī hai
kismat kī a-ha-hā, bāzī kā a-ha-hā,
faislā to o-ho-ho ho gayā hai a-ha-hā, fāslā bhī …
kudarat hī banātī hai har riśhtā muhabbat kā
yūṇ bhī kabhī hotā hai, anjān sī rāhoṅ meṅ
kismat jise kahte haiṅ, ā jātī hai bāhoṅ meṅ,
kismat kī e e e, bāzī kā ā ā ā ā,
faislā to o o o ho gayā hai ai ai ai, fāslā bhī …
har roz nahīṅ bantī tasvīr muhabbat kī
jo sāṇsoṅ meṅ rahtā hai, jo palkoṅ meṅ sotā hai
vo pyār javānī meṅ, ik bār hī hotā hai
kismat kī a-ha-hā …