Title (Indic)कहीं का दीपक कहीं की बाती ... देख चाँद की ओर् WorkAag Year1948 LanguageHindi Credits Role Artist Music Ram Ganguli Performer Shamshad Performer Shailesh Writer Saraswati Kumar 'Deepak' LyricsHindiकहीं का दीपक, कहीं की बाती -2 आज बने हैं जीवनसाथी देख हँसा है चाँद, मुसाफ़िर देख चाँद की ओर … देख घटा घनघोर -2 मुसाफ़िर, (देख घटा घनघोर) -2 चाँद के मुख पर घुँघट डाले, (खेल रही जो खेल ) -2 छिपा लिया आँचल में मुखड़ा, (देख घटा का खेल) -2 खेल खेल में देख मुसाफ़िर, बंधी प्रीत की डोर देख चाँद की ओर … देख लहर की ओर -2 मुसाफ़िर, (देख लहर की ओर) -2 तड़प उठी जो देख चाँद को, (छिपा न पायी प्रीत) -2 मिलन हुआ चंदा लहरों का, (गूंज उठा संगीत) -2 झूम उठे हैं देख मुसाफ़िर, चंदा और चकोर देख चाँद की ओर … Englishkahīṅ kā dīpak, kahīṅ kī bātī -2 āj bane haiṅ jīvansāthī dekh hṇsā hai chāṇd, musāfir dekh chāṇd kī or … dekh ghaṭā ghanghor -2 musāfir, (dekh ghaṭā ghanghor) -2 chāṇd ke mukh par ghuṇghaṭ ḍāle, (khel rahī jo khel ) -2 chhipā liyā āṇchal meṅ mukhaṛā, (dekh ghaṭā kā khel) -2 khel khel meṅ dekh musāfir, baṅdhī prīt kī ḍor dekh chāṇd kī or … dekh lahar kī or -2 musāfir, (dekh lahar kī or) -2 taṛap uṭhī jo dekh chāṇd ko, (chhipā na pāyī prīt) -2 milan huā chaṅdā lahroṅ kā, (gūṅj uṭhā saṅgīt) -2 jhūm uṭhe haiṅ dekh musāfir, chaṅdā aur chakor dekh chāṇd kī or …