raṅgīlī ho sajīlī ho
hū albelī o
maiṅ albelī ghūmūṇ akelī koī pahelī hūṇ maiṅ
paglī havāyeṅ mujhe jahāṇ bhī le jāyeṇ in havāoṅ kī sahelī hūṇ maiṅ
tū hai raṅgīlī ho
tū hai sajīlī ho
hirnī hūṇ ban meṅ kalī gulaśhan meṅ
śhabnam kabhī hūṇ kabhī hūṇ śholā
śhām aur savere sau raṅg mere
maiṅ bhī nahīṅ jānūṇ ākhir hūṇ maiṅ kyā
tū albelī ghūme akelī koī pahelī hai tū
paglī havāyeṅ tujhe jahāṇ bhī le jāyeṇ in havāoṅ kī sahelī hai tū
tū albelī ghūme akelī koī pahelī pahelī
mere hisse meṅ āī haiṅ kaisī betābiyāṇ
merā dil ghabrātā hai maiṅ chāheṅ jāūṇ jahāṇ
merī bechainī le jāye mujh ko jāne kahāṇ
maiṅ ik pal hūṇ yahāṇ maiṅ hūṇ ik pal vahāṇ
tū bāvlī hai
tū manachlī hai
sapnoṅ kī hai duniyā jis meṅ tū hai palī
o
tū albelī o
hū hū
maiṅ vo rāhī hūṇ jiskī koī maṅzil nahīṅ
maiṅ vo armāṇ hūṇ jis kā koī hāsil nahīṇ
maiṅ hūṇ vo mauj ki jis kā koī sāhil nahīṇ
merā dil nāzuk hai patthar kā merā dil nahīṇ
tū aṅjānī tū hai divānī
śhīśhā leke patthar kī duniyā meṅ hai chalī
%(carrying the heart of glass, you have treaded into the vorld of stones)