ज़रा सी बात पे हर रस्म तोड़ आया था मुकेश गज़ल
ज़रा सी बात पे हर रस्म तोड़ आया था
दिल-ए-तबाह ने भी क्या मिज़ाज पाया था
मुआफ़ कर ना सकी मेरी ज़िन्दगी मुझको
वो एक लम्हा कि मैं तुझसे तंग आया था
शगुफ़्ता फूल सिमट कर कली बने जैसे
कुछ इस तरह से तूने बदन चुराया था
गुज़र गया है कोई लम्हा-ए-शरर की तरह
अभी तो मैं उसे पहचान भी न पाया था
पता नहीं कि मेरे बाद उनपे क्या गुज़री
मैं चाँद ख्वाब ज़माने में छोड़ आया था
zarā sī bāt pe har rasm toṛ āyā thā
dil-e-tabāh ne bhī kyā mizāj pāyā thā
muāf kar nā sakī merī zindgī mujhko
vo ek lamhā ki maiṅ tujhse taṅg āyā thā
śhaguftā phūl simaṭ kar kalī bane jaise
kuchh is tarah se tūne badan churāyā thā
guzar gayā hai koī lamhā-e-śharar kī tarah
abhī to maiṅ use pahchān bhī na pāyā thā
patā nahīṅ ki mere bād unpe kyā guzrī
maiṅ chāṇd khvāb zamāne meṅ chhoṛ āyā thā