Zamaane bhar men jo badnaam bevafaa hee rahaa

ज़माने भर में जो बदनाम बेवफ़ा ही रहा
Year
Language

ज़माने भर में जो बदनाम बेवफ़ा ही रहा
मेरी निगाह में वो एक देवता ही रहा

क़रीब आने की मिलने की बात कर लेते
नये नये वो बहाने तराशता ही रहा

न जाने कौन सी मंज़िल है ये मुहब्बत भी
वो दिल के पास था दिल उसको ढूँढता ही रहा

हज़ार ज़ख़्म छुपा कर वो अपने सीने में
ख़ुशी के फूल ज़माने में बाँटता ही रहा

zamāne bhar meṅ jo badnām bevafā hī rahā
merī nigāh meṅ vo ek devtā hī rahā

qarīb āne kī milne kī bāt kar lete
naye naye vo bahāne tarāśhtā hī rahā

na jāne kaun sī maṅzil hai ye muhabbat bhī
vo dil ke pās thā dil usko ḍhūṇḍhtā hī rahā

hazār zakhm chhupā kar vo apne sīne meṅ
khuśhī ke phūl zamāne meṅ bāṇṭtā hī rahā