hum humā, humā hum humā, humā hum humā, humā hum -2
hum hum hum hum hum humā, humā hum humā, humā hum
( kabhī nīm-nīm, kabhī śhahad-śhahad
kabhī naram-naram, kabhī sakht-sakht ) -2
morā piyā, morā piyā, morā piyā , ho
( nazroṅ ke tīr meṅ basā hai pyār
jab bhī chalā hai vo dil ke pār ) -2
lajjā se mare re ye jiyā, piyā
lajjā se mare re ye jiyā, piyā re
lajjā se mare re ye jiyā
śhoṅdhā kī ye lālī mukh chamkāye
soṅdhī-soṅdhī khuśhbū man bahkāye
zulfoṅ kī rainā phir kyūṇ na chhāye
ho chāṇd-sitāre, dekheṅge sāre
chāṇd-sitāre, dekheṅge sāre
lajjā se mare re ye jiyā, piyā
lajjā se mare re ye jiyā
( kabhī nīm-nīm, kabhī śhahad-śhahad
kabhī naram-naram, kabhī sakht-sakht ) -2
morā piyā, morā piyā, morā piyā, ho
boīrāgī man terā, hai sāheb jī
mere sīne meṅ hai qaid vo ab jī
prīt kī rakho lāj, ai mere rab jī
ho rusvā huyī to, duniyā hṇsī to
rusvā huyī to, duniyā hṇsī to
lajjā se mare re ye jiyā, piyā
lajjā se mare re ye jiyā
kabhī nīm-nīm, kabhī śhahad-śhahad
kabhī naram-naram, kabhī sakht-sakht
morā piyā, morā piyā, morā piyā
( nazroṅ ke tīr meṅ basā hai pyār
jab bhī chalā hai vo dil ke pār ) -2
lajjā se mare re ye jiyā, piyā
lajjā se mare re ye jiyā, piyā re
lajjā se mare re ye jiyā
hum humā, humā hum humā, humā hum humā, humā hum humā
hum humā, humā hum humā, humā hum humā
humā hum hum hum hum hum