o yuvā, yuvā -2
o
( dhakkā lagā bhukkā
khāyegā re mukkā ) -2
haṭ jāo, haṭ jāo re -3
haṭ -7
( dhakkā lagā bhukkā
khāyegā re mukkā ) -2
( ban jā re, ban jā, maśhāl-e-rāh
o yuvā, yuvā
o yuvā ) -2
( dhakkā lagā bhukkā
khāyegā re mukkā ) -2
haṭ jāo, haṭ jāo haṭ jāo re -3
haṭ -7
o yuvā, yuvā
yuvā
ham albele, baṛe manachle
dhun jo lagī, to chale ham chale
chāhe phir koī
yūṇ hī kisī duniyā ke kāmoṅ meṅ hāth milāye nā
saṅg jāye nā
ki dam meṅ jo dam hai
to apnā hī dam hai, qasam se
kisī pe bharosā ham karte nahīṅ
kisī ke liye ham rukte nahīṅ
kisī ko to ham kabhī chheṛeṅ nahīṅ
koī hameṅ chheṛe to chhoṛte nahīṅ
ho
ā jā -5
ā jā
( dhakkā lagā bhukkā
khāyegā re mukkā ) -2
bhanak naī hai, aṅg naye haiṅ
ḍagar naī hai, rāhī naye haiṅ
aur jo haiṅ kal ke
vo āte-jāte, yahāṇ-vahāṇ bīch meṅ aise hī
āyeṅ na, rāh kaṭeṅ nā
hamse milī nā jo bāteṅ to muṇh baṅd rakho nā
kśhamā karnā lage bāt burī
bolī burī to hai bāt kharī
gāṛī apnī de ke jhaṅḍī harī
roke koī to chhoṛe paṭrī
o yuvā -5
( dhakkā lagā bhukkā
khāyegā re mukkā ) -2
haṭ jāo, haṭ jāo re -3
haṭ -7
( dhakkā lagā bhukkā
khāyegā re mukkā ) -2
( ban jā re, ban jā, maśhāl-e-rāh
o yuvā, yuvā
o yuvā ) -4