āvārgī hamārī pyāri-sī thī kabhī jo
vahī āj hamko rulāne lagī hai
jo bhartī thī dil meṅ taraṅge hameśhā
vahī āj dil ko jalāne lagī hai
āvārgī hamārī
na koī ġham na gilā na koī śhugah ka niśhān
pāyī thī har khuśhī har suqūṇ hamko thā
naġhme the, bahāroṅ ke tarannum har kahīṅ
phir bhī kyoṅ ham bhaṭkā kiye
yah tū hī batā, āvārgī, āvārgī
āvārgī hamārī …
khāmośhiyāṇ haiṅ har taraf, tanhāiyāṇ haiṅ har taraf
yādoṅ ke bhṇvar se ab kaise nikleṅ
sāthī na rahā koī na koī hamasafar
ziṅdgī ke safeṅ par likhne ko
hai ab to bas āvārgī, āvārgī
āvārgī hamārī …