Ye khanaktee chooriyaan ... hamen zind rahne do ai husnvaalon

ये खनकती चूड़ियाँ ... हमें ज़िंद रहने दो ऐ हुस्नवालों
Year
Language

आ ये खनकती चूड़ियाँ ये छनकती पायल
कितनों के होश ग़ुम किये कितने किये घायल
ये मुस्कुराता चेहरा चेहरे पे काला तिल
ये तिल ही तो है जानां हम आशिक़ों का कातिल
काली काली अँखियों से डोरे न डालो
हमें ज़िंद रहने दो ऐ हुस्नवालों
काली काली अँखियों से …

यूँ बार बार सामने आया न कीजिये
इस दिल की धड़कनों को बढ़ाया न कीजिये
शीशे सा नाज़ुक ये दिल है हमारा
सनम टूट जायेगा यूँ न उछालो
काली काली अँखियों से …

माना के तुमपे टूट के आई है जवानी
तुमपे तो मेहरबान हुई रूप की रानी
ये दिलकश अदाएँ ये चेहरा नूरानी
जिसको भी डसा तुमने वो मांगे ना पानी
आशिक़ है पतंग और तुम डोर हो
दिल को चुराने वाले तुम चितचोर हो
अरे तपती जवानी की गर्मी से जानां
ठंडी मोहब्बत को यूँ न उबालो
काली काली अँखियों से …

जो भी तुम्हारे प्यार के ख्वाबों में खो गया
इन रेशमी ज़ुल्फ़ों के साए में सो गया
वो मजनू हो गया वो दीवाना हो गया
दुनिया के बाकी सारे कामों से वो गया
लट्टू की तरह चक्‌कर खाएगा
मरके भी वो चैन न पाएगा
हमको लगा दे कहीं न ठिकाने
इन ज़ालिमों से ओ रब्बा बचा लो
काली काली अँखियों से …

दिल में ज़हर भरा है चेहरे पे भोलापन
तुमने ही तो चलाया बेवफ़ाई का चलन
पीछे से कहो पागल और सामने सजन
है कहीं पे निशाना और कहीं पे नयन
तेरी फ़ितरत हम भी जानें
फिर भी आए धोखा खाने
हमसे छुपी है न कोई हकीकत
झूठी शराफ़त का पर्दा हटा लो
काली काली अँखियों से …

ā ye khanaktī chūṛiyāṇ ye chhanaktī pāyal
kitnoṅ ke hośh ġhum kiye kitne kiye ghāyal
ye muskurātā chehrā chehre pe kālā til
ye til hī to hai jānāṅ ham āśhiqoṅ kā kātil
kālī kālī aṇkhiyoṅ se ḍore na ḍālo
hameṅ ziṅd rahne do ai husnvāloṅ
kālī kālī aṇkhiyoṅ se …

yūṇ bār bār sāmne āyā na kījiye
is dil kī dhaṛaknoṅ ko baṛhāyā na kījiye
śhīśhe sā nāzuk ye dil hai hamārā
sanam ṭūṭ jāyegā yūṇ na uchhālo
kālī kālī aṇkhiyoṅ se …

mānā ke tumpe ṭūṭ ke āī hai javānī
tumpe to meharbān huī rūp kī rānī
ye dilkaśh adāeṇ ye chehrā nūrānī
jisko bhī ḍasā tumne vo māṅge nā pānī
āśhiq hai pataṅg aur tum ḍor ho
dil ko churāne vāle tum chitchor ho
are taptī javānī kī garmī se jānāṅ
ṭhaṅḍī mohabbat ko yūṇ na ubālo
kālī kālī aṇkhiyoṅ se …

jo bhī tumhāre pyār ke khvāboṅ meṅ kho gayā
in reśhmī zulfoṅ ke sāe meṅ so gayā
vo majnū ho gayā vo dīvānā ho gayā
duniyā ke bākī sāre kāmoṅ se vo gayā
laṭṭū kī tarah chak‌kar khāegā
marke bhī vo chain na pāegā
hamko lagā de kahīṅ na ṭhikāne
in zālimoṅ se o rabbā bachā lo
kālī kālī aṇkhiyoṅ se …

dil meṅ zahar bharā hai chehre pe bholāpan
tumne hī to chalāyā bevafāī kā chalan
pīchhe se kaho pāgal aur sāmne sajan
hai kahīṅ pe niśhānā aur kahīṅ pe nayan
terī fitarat ham bhī jāneṅ
phir bhī āe dhokhā khāne
hamse chhupī hai na koī hakīkat
jhūṭhī śharāfat kā pardā haṭā lo
kālī kālī aṇkhiyoṅ se …