ये जो मुहब्बत है, ये उनका है काम्
ये जो मुहब्बत है, ये उनका है काम
महबूब का जो, बस लेते हुए नाम
मर जाएं, मिट जाएं, हो जाएं बदनाम
रहने दो छोड़ो भी जाने दो यार
हम ना करेंगे प्यार
रहने दो छोड़ो भी जाने दो यार
हम ना करेंगे प्यार
टूटे अगर सागर नया सागर कोई ले ले
मेरे खुदा दिल से कोई किसी के न खेले
दिल टूट जाए तो क्या हो अंजाम
ये जो …
नज़र किसी से न उलझ जाए मैं डरता हूँ
यारों हसीनों की गली से मैं गुज़रता हूँ
बस दूर ही से कर के सलाम
ये जो …
ye jo muhabbat hai, ye unkā hai kām
mahbūb kā jo, bas lete hue nām
mar jāeṅ, miṭ jāeṅ, ho jāeṅ badnām
rahne do chhoṛo bhī jāne do yār
ham nā kareṅge pyār
rahne do chhoṛo bhī jāne do yār
ham nā kareṅge pyār
ṭūṭe agar sāgar nayā sāgar koī le le
mere khudā dil se koī kisī ke na khele
dil ṭūṭ jāe to kyā ho aṅjām
ye jo …
nazar kisī se na ulajh jāe maiṅ ḍartā hūṇ
yāroṅ hasīnoṅ kī galī se maiṅ guzartā hūṇ
bas dūr hī se kar ke salām
ye jo …