Ye jo mohabbat hai

ये जो मोहब्बत है
Year
Language

ये जो मोहब्बत है, ये उनका हैं काम
मेहबूब का जो बस लेते हुए नाम
मर जाए, मिट जाए, हो जाए बदनाम
रहने दो, छोडो भी जाने दो यार
हम ना करेंगे प्यार

टूटे अगर सागर, नया सागर कोई ले ले
मेरे खुदा दिल से कोई किसी के न खेले
दिल टूट जाए तो क्या हो अंजाम

आँखे किसी से ना उलझ जाए मैं डरता हूँ
यारो हसीनों की गली से मैं गुजरता हूँ
बस दूर ही से कर के सलाम

ye jo mohabbat hai, ye unkā haiṅ kām
mehbūb kā jo bas lete hue nām
mar jāe, miṭ jāe, ho jāe badnām
rahne do, chhoḍo bhī jāne do yār
ham nā kareṅge pyār

ṭūṭe agar sāgar, nayā sāgar koī le le
mere khudā dil se koī kisī ke na khele
dil ṭūṭ jāe to kyā ho aṅjām

āṇkhe kisī se nā ulajh jāe maiṅ ḍartā hūṇ
yāro hasīnoṅ kī galī se maiṅ gujartā hūṇ
bas dūr hī se kar ke salām