Ye inaayten ghazab kee

ये इनायतें ग़ज़ब की
Year
Language

ये इनायतें ग़ज़ब की, ये बला की महरबानी
मेरी ख़ैरियत भी पूछि, किसी और की ज़ुबानी

मेरी बेज़ुबान आँखों से, ये गिरे हैं चंद क़तरे
वो समझ सकें तो आँसू, न समझ सकें तो पानी

तेरा हुस्न सो रहा था मेरी छेड़ ने जगाया
वो निगाह मैं ने डाली, कि सँवर गयी जवानी

????
ये घट बता रही है, कि बरस चुका है पानी

ye ināyteṅ ġhazab kī, ye balā kī maharbānī
merī khairiyat bhī pūchhi, kisī aur kī zubānī

merī bezubān āṇkhoṅ se, ye gire haiṅ chaṅd qatre
vo samajh sakeṅ to āṇsū, na samajh sakeṅ to pānī

terā husn so rahā thā merī chheṛ ne jagāyā
vo nigāh maiṅ ne ḍālī, ki sṇvar gayī javānī

????
ye ghaṭ batā rahī hai, ki baras chukā hai pānī