Yaaro mujhe maaf karo main nashe men hoon

यारो मुझे माफ़ करो मैं नशे में हूँ
Year
Language

( यारो मुझे माफ़ करो
मैं नशे में हूँ ) -2
अब दो तो जाम ख़ाली ही दो
मैं नशे में हूँ
यारो मुझे माफ़ करो

माज़ूर हो जो पाँव मेरा बेतरह पड़े -2
बेतरह पड़े
तुम सरगराँ तो मुझसे न हो
मैं नशे में हूँ
यारो मुझे माफ़ करो

या हाथ-ओ-हाथ लो मुझे जैसे के जाम-ए-मय -2
जैसे के जाम-ए-मय
या थोड़ी दूर साथ चलो
मैं नशे में हूँ
यारो मुझे माफ़ करो
मैं नशे में हूँ
यारो मुझे माफ़ करो

( yāro mujhe māf karo
maiṅ naśhe meṅ hūṇ ) -2
ab do to jām khālī hī do
maiṅ naśhe meṅ hūṇ
yāro mujhe māf karo

māzūr ho jo pāṇv merā betarah paṛe -2
betarah paṛe
tum saragrāṇ to mujhse na ho
maiṅ naśhe meṅ hūṇ
yāro mujhe māf karo

yā hāth-o-hāth lo mujhe jaise ke jām-e-may -2
jaise ke jām-e-may
yā thoṛī dūr sāth chalo
maiṅ naśhe meṅ hūṇ
yāro mujhe māf karo
maiṅ naśhe meṅ hūṇ
yāro mujhe māf karo