याद करने से तुझको निकलती है जां
याद करने से तुझको निकलती है जां निकलती है जां
याद करने से तुझको निकलती है जां है जां है जां
भूल जाना अब तो मेरे बस में नहीं
नाम ले लेकर तड़पता है दिल है दिल है दिल
दिल दीवाना अब तो मेरे बस में नहीं
याद करने से तुझको …
कहते हैं ये जो मोहब्बत है
इससे तो कोई भी बचता नहीं नहीं
जान-ए-जां अब मेरी आँखों को
तेरे सिवा कोई जंचता नहीं नहीं
होके जुदा कैसे रहूं
दिल में है जो क्यूं ना कहूं
क्यूं ना कहूं जान-ए-जां
पास रहना है तेरे अपनी कसम कसम कसम
दूर जाना अब तो मेरे बस में नहीं
याद करने से तुझको …
लगता है सारा जहां अपना
जब मेरी बाहों में होती है तू तू
बस जाऊं मैं तेरी धड़कन में
अब तो है इस दिल की ये आरज़ू आरज़ू
आके ज़रा लग जा गले
दिल पे कोई बस ना चले
बदला है दिल का समां
याद करने से तुझको …
yād karne se tujhko nikaltī hai jāṅ nikaltī hai jāṅ
yād karne se tujhko nikaltī hai jāṅ hai jāṅ hai jāṅ
bhūl jānā ab to mere bas meṅ nahīṅ
nām le lekar taṛaptā hai dil hai dil hai dil
dil dīvānā ab to mere bas meṅ nahīṅ
yād karne se tujhko …
kahte haiṅ ye jo mohabbat hai
isse to koī bhī bachtā nahīṅ nahīṅ
jān-e-jāṅ ab merī āṇkhoṅ ko
tere sivā koī jaṅchtā nahīṅ nahīṅ
hoke judā kaise rahūṅ
dil meṅ hai jo kyūṅ nā kahūṅ
kyūṅ nā kahūṅ jān-e-jāṅ
pās rahnā hai tere apnī kasam kasam kasam
dūr jānā ab to mere bas meṅ nahīṅ
yād karne se tujhko …
lagtā hai sārā jahāṅ apnā
jab merī bāhoṅ meṅ hotī hai tū tū
bas jāūṅ maiṅ terī dhaṛkan meṅ
ab to hai is dil kī ye ārazū ārazū
āke zarā lag jā gale
dil pe koī bas nā chale
badlā hai dil kā samāṅ
yād karne se tujhko …