Vo tere pyaar kaa gam ek bahaanaa thaa sanam

वो तेरे प्यार का गम एक बहाना था सनम्
Work
Year
Language

वो तेरे प्यार का ग़म, एक बहाना था सनम
अपनी क़िस्मत ही कुछ ऐसी थी
के दिल टूट गया

ये ना होता तो कोई दूसरा ग़म होना था
मैं तो वो हूँ जिसे हर हाल में बस रोना था
मुस्कुराता भी अगर, तो छलक जाती नज़र
अपनी क़िस्मत ही कुछ ऐसी थी
के दिल टूट गया…

वरना क्‌या बात है तू कोई सितमगर तो नहीं
तेरे सीने में भी दिल है कोई पत्थर तो नहीं
तूने ढाया है सितम, तो यही समझेंगे हम
अपनी क़िस्मत ही कुछ ऐसी थी
के दिल टूट गया…

वो तेरे प्यार का ग़म, एक बहाना था सनम
अपनी क़िस्मत ही कुछ ऐसी थी
के दिल टूट गया…

vo tere pyār kā ġham, ek bahānā thā sanam
apnī qismat hī kuchh aisī thī
ke dil ṭūṭ gayā

ye nā hotā to koī dūsrā ġham honā thā
maiṅ to vo hūṇ jise har hāl meṅ bas ronā thā
muskurātā bhī agar, to chhalak jātī nazar
apnī qismat hī kuchh aisī thī
ke dil ṭūṭ gayā…

varnā k‌yā bāt hai tū koī sitamgar to nahīṅ
tere sīne meṅ bhī dil hai koī patthar to nahīṅ
tūne ḍhāyā hai sitam, to yahī samjheṅge ham
apnī qismat hī kuchh aisī thī
ke dil ṭūṭ gayā…

vo tere pyār kā ġham, ek bahānā thā sanam
apnī qismat hī kuchh aisī thī
ke dil ṭūṭ gayā…